Amitabh Bachchan became RAP Star for cricketer Vijay Nazaare (not Hazare!), singer Bijoy Lahiri (not Bappi!) and actor Vijay Kumar (not Akshay!).
in the new promos of Kaun Banega Crorepati 2, on Star Plus.
The three characters portray the hopes and aspirations of the masses.
Anchor Amitabh Bachchan entered their lives to extend a special invitation – to be in the hotseat.
The promo has been directed by Rajesh Krishnan and conceptualised by Piyush Pandey and his O&M team.
I liked this song so much and find it so motivating so positive which I would like to share with you all here
CRICKETER:
Vijay Nazaare
Rap track: Cricketer Vijay Nazaare
Yeh hai Mr Vijay Nazaare
Cricket ki duniya ke ubharte sitare
Life mein kabhi na maara chauka
Waited for a loose ball, par milla na mauka
Inke liye rahi, no position khaali
Maidan main bhi aaye
Toh with drinks trolley
Pavilion main baith ke dekhi har paari
Nazaare ne kabhi par himmat na haari
One day while doing jhadoo pochha
Coach ne pucha, "Kabhi umpire banne ka socha!"
Bas umpire banke, unhone andhi machayee
Har appeal ke pehle apni ungli uthayi
Aaj bhi hai pakde yeh umeed ki dori
Don't lose hope is the moral of the story
Jisne seekha inse, life mein kabhi bhi na jhukna
Hot seat pe milega, bhaiyya umeed se dugna
ACTOR: Vijay Kumar
Rap track: Actor Vijay Kumar
Yeh hai Mr Vijay Kumar
Bachpan se hai inhe acting ka bukhaar
Na hero baney, na he yeh baney villain
Kaamyabi se hua na inka milan
Studio ke canteen mein jawani bitayee
Doosron ki chai main biscuit doobai
Filmi duniya ne unhe yaad deelaaye naani
Par Vijay Kumar ne haar na maani
Ek din kaamyabi se hua milaap
Actor: Bhaisaab aap ka batuva
Bachchan: Vaise karte kya hoon?
Actor: Filmoo mein…
Kisi badi film mein bane, heroine ke baap
Acting ki dekho chal padi dukaan
Finally kismat ne bhari udaan
Aaj bhi hai pakde yeh umeed ki dori
Don't lose hope is the moral of the story
Jisne seekha inse, life mein kabhi bhi na jhukna
Hot seat pe milega, bhaiyya umeed se dugna
SINGER:
Bijoy Lahiri
Rap track: Singer Bijoy Lahiri
Bijoy Lahiri ko music mein itna pyaar aaya
Ki woh seedha jaake Phd certificate laaye
Praata, jab woh chhedhte woh sangeet ke taar
Aise lagta jaise gir gayee sarkar
Aur jab jab woh chath pe riyaaz karne jate
Musicians ke lag bhag bure din aaye
Bijoy da jaise Sa…
Phir ek din jab hui gayakon ki hartal
Ek phone aaya
Aur ek musician bola
Hi…. kya aap banenge lead singer
In my film The Cool Guy
Aur jab jab hui gayakon ki hartal
Bijoy da ki kala ne kiya kamaal

0 comments:
Post a Comment